Waldain ko shadi k liye razi karne ki dua :
Aksar waldain apne bacho ko unki pasand ki shadi ke liye razi nahi hote. Lekin yeh baat bhi hai keh har maa baap apne bacho ko pasand ki shadi se nahi rokte aur iske liye jaldi hi razi hojate hain. Jo waldain razi nahi horahe hote hain unke naragzi ki wajeh yeh hoti hai keh unhone apne bachon ki shadi se mutalliq bohat saari ummedein rakhi hoti hain. Jab iske khilaf kaam horaha hota hai toh woh isse naraaz hojate hain. Is masle ke hal ke liye "Waldain ko shadi ke liye razi karne ki dua " ka yeh amal karein aur iske baad waldain ko manane ki koshish karein. In Sha Allah, jald razi hojayenge.
Maa baap ko shadi k liye razi karne ka wazifa :
Maa baap ko shadi ke liye razi karne ka wazifa ka tareeqa yeh hai :
(Book : Amliyat Pg 24)
- Durood-e-Shareef 11 martaba padhein.
- Quran ki yeh ayat mubarak 121 martaba padhein
- Durood-e-Shareef 11 martaba padhein.
- Kisi meethi cheez par dum karke apne maa baap ko khilayein.
- Yeh amal 11 dino tak karein.
- Yeh amal mukammal hojane ke baad apne waldain se shadi ke baare me baat karein.
- In sha ALLAH razi hojayenge.
APNE MASAIL KE JALDI HAL (AUR TAWEEZAT) KE LIYE RABTA KAREIN

Khwateen makhsoos ayyam mein is wazife ko na karein. Wazife ko wuzu ki halat mein paak saaf jagah par baithkar padhein. Aur wazife/dua ka mazaq na udhayein warna nuqsan hoga.
NOTE:- 1) Yeh amal tab hi asar dikhayega jab keh:
Qurani ayaat/ duayein aur wazaif ko durust makharij ke saath arabi qawaneen ke mutabik padha jaye.
ALLAH tala par mukammal yaqeen aur bharose ke saath kiya jaye.
Jinhe Quran/duayein sahi makharij se padhni nahi aati wo kisi muallim/muallima se hidayat lein. Online Quran Nazara Tarjuma ke liye humse rabta karein. http://islamicourses.com/child_qaida.php
2) Is wazife ke mahir banna chahte hain wo humse rabta karein.
Rohaniyat courses
3) Is amal ko karne ke bawajud bhi kamyabi hasil nahi horahi ho toh humse rabita karein. Agar masle ka hal ke liye Taweez/naqsh lena chahen toh wo bhi miljayega.
In Sha ALLAH A’zzawajal taweez/naqsh ke zariye se mushkilaat jald hal hojayengi.
Yeh taweez/naqsh Quran-O-Hadith ke ain mutabik honge.
Contact Mahir Amil Mohammad Yousuf, +92-3232344555

#Waldain ko shadi k liye razi karne ki dua | Maa baap ko razi karne ka wazifa#
[stextbox]
Naqli aamilon, Jalsaaz bawaon, Sanyasi bawa, Bengal ka Jadu aur mehboob aapke qadmon mein, mera ilm chalega saath samundar paar jaise ishtiharat se bachiye aur apni dunya wa aakhirat sanwariye. ALLAH taala in tamam aurad wa wazaif se har musalman mard wa aurat ko mustafeez farmaye aur faqeer ki is sayi ko apne darbar mein maqbool farmaye. Ameen Bijahin Nabiyyil Ameen (Sallallahu a'laihi wa sallam)/[stextbox]
No comments:
Post a Comment