Kisi ko apni taraf mail karne ki dua :
Agar aap kisi se mohabbat karte hain aur shadi karna chahte hain ya apne shohar ya biwi ko apni taraf mail karna chahte hain toh matloob ke dil mein mohabbat dalne ke liye kisi ko apni taraf mail karne ki dua ka yeh amal karein.
Attract karne ka wazifa :
Kisi ko apni taraf attract karne ka wazifa ka tareeqa yeh hai :
Ya Shafeequ Ya Rafeequ Najjinii min kulli Dhaiq
- Durood-e-Shareef 11 martaba padhein.
- 111 martaba yeh dua padhein.
- Durood-e-Shareef 11 martaba padhein.
- Dua karein.
- In sha ALLAH kamyabi hasil hogi.
APNE MASAIL KE JALDI HAL (AUR QURANI ILAJ) KE LIYE RABTA KAREIN

NOTE:- 1) Yeh amal tab hi asar dikhayega jab keh:
Qurani ayaat/ duayein aur wazaif ko durust makharij ke saath arabi qawaneen ke mutabik padha jaye.
ALLAH tala par mukammal yaqeen aur bharose ke saath kiya jaye.
Jinhe Quran/duayein sahi makharij se padhni nahi aati wo. kisi muallim/muallima. se hidayat lein. Online Quran Nazara Tarjuma ke liye humse rabta karein. http://islamicourses.com/child_qaida.php
2) Is wazife ke mahir banna chahte hain wo humse rabta karein.
Amliyat courses
3) Is amal ko karne ke bawajud bhi kamyabi. hasil nahi horahi ho toh humse rabita karein. Agar masle ka hal ke liye Taweez/naqsh lena chahen toh wo bhi miljayega.
In Sha ALLAH A’zzawajal taweez/naqsh. ke zariye se mushkilaat jald hal hojayengi.
Yeh taweez/naqsh Quran-O-Hadith ke ain mutabik honge.
Contact Mahir Amil Mohammad Yousuf, +92-3232344555
# Kisi ko apni taraf mail karne ki dua | attract karne ka wazifa #
[stextbox]
Naqli aamilon, Jalsaaz bawaon, Sanyasi bawa, Bengal ka Jadu aur mehboob aapke qadmon mein, mera ilm chalega saath samundar paar jaise ishtiharat se bachiye aur apni dunya wa aakhirat sanwariye. ALLAH taala in tamam aurad wa wazaif se har musalman mard wa aurat ko mustafeez farmaye aur faqeer ki is sayi ko apne darbar mein maqbool farmaye. Ameen Bijahin Nabiyyil Ameen (Sallallahu a'laihi wa sallam)[stextbox]
No comments:
Post a Comment